Baccho Wada karo


Baccho Wada karo




TEACHER: baccho Wada karo kabhi cigaratte, sharaab nahi piyo GE..BACHE: nahi piyain GE
TEACHER: gals ka peecha nahi karoge, na hi unhain chedo GE..BACHE: nahi karain GE
TEACHER: or desh pe apni jaan qurbaan ker do gey..BACHE: ker dain GE. Aisi zindagi ka or kerna b kya.



~~~~~~~~~




Train mai ek husband apni wife say: "tujh say shadi kar k pachta raha hoon."
"dil karta hai tujhe kutttay k aagay daal doon"
Samnay wala passenger bola: "bhao bhao"

~~~~~~~~~

Wife : mere iraday baray neek hain, aap 1000 mai ek hain.
Sardar : mera dimag bara taiz hai, pehlay ye Bata baki 999 kon hai?



~~~~~~~~~



Sardar looked himself in mirror and said:Is ko kahain dekha hai. Then he said:
Oye yaad aya, ye to who he kamina hai JoShaadi ki album main meri biwi k saath hai :p



~~~~~~~~~